Pages

Passion

Passion

Monday, January 9, 2012

कुछ पन्ने जो समेट लिए


लहू जो बह गया था, उस जंग की याद आज भी है । 
दरिया में खरे यही सोचते रहे  
यूँही बह जाने का नाम जिंदगी तो नहीं । 
लहरें लहु लुहान हुई जो, कुछ तो पाया होगा । 

Koi toh poochega, kya paya tha us khooni samandar mein,
Mere har armaan ke seene mein jo jale eemaan hain 


Unke ghar waale bhi kabhi toh mere kufr par fida honge,
Is zaddo-zahat mein kya khud ko khuda nahi bana dala hoga

Kya yehi sochta tha mein ki gulaamon ki duniyan hai,
Har rooh jo mere kareeb hai, uski wafa meri jaageer hai 
Har husn jo mujh se door hai, uski bewafai uska kusoor hai,
Katleaam jo hua hai, main sharminda to nahi,
Haan keh de koi ab,
Ye Jism hai bas, Magar koi zinda toh nahi 

~ नलिन अतुल 

No comments:

Post a Comment

The author shall be happy to receive your valuable feedback on subject and literary skills.