Pages

Passion

Passion

Sunday, October 9, 2011

Pyaar ka ye kissa

Kal hua ek haadsaa jab dil ko samjhaya tha, tu hi apna, tu hi hum saya, aur kabhi phir tu hi paraya tha:

Pyaar ka ek kissa, Jo samjhana na aaya,
Kabhi roothana na aaya, Kabhi manana na aaya,
Teri bholi si aankhon mein koi bahana na aaya,
Mere shareer zubaan par bhi, koi fasana na aaya ||

Mujhe chupana na aaya, tujhe dikhana na aaya,
Sab keh kar bhi, kuch bhi batana na aaya,
Sab sun kar bhi, kuch bhi sunana na aaya,
Pyaar ka ek maasoom sa kissa, jo samjhana na aaya ||

Tujhe roothna na aaya aur mujhe manana na aaya ||

~ Lutarai

No comments:

Post a Comment

The author shall be happy to receive your valuable feedback on subject and literary skills.